एक पल रूककर देख लेते , ख़ुशी सामने ही खड़ी थी पहचाना नहीं कुचल दिया पैरो से आगे निकल जाने के डर से 👇👇👇👇
![]() |
| Lc-RJ-Kotri,lalchand Verma |
Chal Rahe Hai Log Manjilo Ki Talash Me
Bhagate Ja Rahe Hai Log Khusi Ki Talash Me
Ek Pal Jo Rukar Dekh Jo Lete
Khusi To Samne Hi Khadi Thi
Pahchana Nahi Kuchal diya Pero Se
Aage Nikal Jane Ki Aass Me
Raste Me Fir Se Najar Aai
TO Pucha Koun Ho Tum
Tumahara Eahsash Pahle Bhi
To Shayad Huaa Tha Mujhe
Magar Na Jante Kyu Tumhe
Pahchanna Muskil Bahut Hai
Aab Gila Hai Umar Nikal Zindagi Ki Talash Me
Pese Ki Zustjhu Ne Inshan Ko Badal Diya Hai Lash Me
ख्वाहिश है हमें ज़िन्दगी की
Khawahish Hai Hame
Zindagi Kuch Is Trah Jiye
Ki Asma Ko Chu Ke Bhi
Paun Jami Pe Mere The
Udati Rahe Ham Aasmano Me
Par Najar Jami Par Meri Rahe
Maharam Laga Du Sabke Jakhmo Pe
Par Pyar Sabka Mujhe Mile
Nafarat Ki Is Duniya Main
Badal Du Har Ek Inshan Ko
Ki Aapne Ki Khusbhu Se
Gulshan Mera Khile
![]() |
| Lc-RJ-Kotri |
" किसी का दिल टुटा है तो किसी दिल रूठा है "
Umid Hasrate Khawahise To Bas Khawabo Me Hote Hai
Asal Zindagi Me To Bas Samjhote Hote Hai
Kisi Ka Dil Tuta Hai To Koi Rutha Hai
In Bato Ke Bhi Kya Koi Matlab Hote Hai
Khoye - Khoye Se Hote Hai Dil Jagti Rahti Hai
Rate Kuch Log Jamane Me Kya Itne Bhi Pagal Hote Hai
Batla De Mere Khuda Samjha De Mujhe Ye Bat
Sath De - De Jo Umar Aise Log Kha Hote Hai
" Tanhai "
Sadiya Gujar Gayi Kisi Ko Aapna Banane Me
Magar Ek Pal Bhi Na Laga Unhe Hamse Dur Jane Me
Logo Ki Sajish Ka Rang Unpe Aisa Chane Laga
Ke Uske Bad To Ham Unhe Apne Dusman Najar Aane Lage
Ham Fir Bhi Haste Rahe Unke Julmo Ko Sah Kar Bhi
Dhire Dhire Unke Sitam Sah Kar Hame Maza Aane Laga
Jab Thak Gaye Hamari Ruh Tak Ko Tadpa Kar Wo
Tab Dhire - Dhire Hamse Dur Jane Lage
Ye Gam Tanhai Dard Or Yado Ke Saye
Ye Sab Tohfa Hamne Unse Hi Hai Paye
Meri Galti Sirf Itni Si Thi Ke Me Wafadar Nikala
Jitne Dil Se Ki Unki Mohhbat Me Utna Hi Bada Gunhgar Nikala
Hi Friends Agar Aapko Hamri Post Achi Lagi To To Isko Apne Dosto Ke Share Kar Sakte Hai
.
Hi Friends Agar Aapko Hamri Post Achi Lagi To To Isko Apne Dosto Ke Share Kar Sakte Hai
.








Nice
ReplyDelete